Har Zamana Mere Hussain Ka Hai Lyrics - Farhan Ali Waris Lyrics

 

Har Zamana Mere Hussain Ka Hai Lyrics in English- Farhan Ali Waris Lyrics


Singer Farhan Ali Waris

>> Manqabat Lyrics


Har Zamana Mere Husain Ka Hai
Har Deewana Mere Husain Ka Hai

Haq nibhana mere hussain ka hai
Dil thikana mere hussain ka hain

Jis ke sae se qayanat he sab
aesha nana mere hussain ka hain

Jiski Khatir Yeh Qayenat Bani
Woh Toh Nana? Mere Husain Ka Hai
Jis Jagah Hur Banaye Jaate Hain
Kaarkhana Mere Husain Ka Hai

jab se dhar me sajade alam
aana jana mere hussain ka hain

Jo Zameen Se Anaaj Ughta Hai
Dana Dana Mere Husain Ka Hai



Mere Ghar Me Charagh Jalte Hain
Aana Jaana Mere Husain Ka Hai

ye jo kaba he tuman samjoge

Ghar purana mere hussain ka hain

boli zehra ae ask mujko do
ye khajana mere hussain ka hain

tum jise aasama samjate ho
samiyana mere hussain ka hain
roj palhata hu surhe rehman
ae tarana mere hussain ka hain

babe khebar jisne ukhad diya
aesa baba mere hussain ka hain

mit gaya duar ab yazido ka
ab jamana mere hussain ka hain



Reactions

Post a Comment

0 Comments