Molvi Sahab Jannat Mein Lyrics - Kalam Zamin Jaferi Lyrics
Singer | Kalam Zamin Jaferi |
Urdu lyrics of Poem Molvi Sahab in Jannat
Lyrics
01.
Ward-e-Jannat Huwe jab Molvi Abdul wadood
Mustaqil Padhte huwe chila K Slawat-o-Darood
03.
Meri Nazroon ko toh ye mahol kuch bhata nahi
kise Jannat ha? Koie Apna nazar aata nahi.
04.
Do kadam Aagai badhe toh Hoor ek Aye nazar
Hussin ki hr Dunyawi Tareef sai thi Bala tar
05.
Us se Bole kon ho tum aur Burqa hai Kidhar
Kis jagah rehti ho? Shayed Pass hi ho mera ghar
06.
Ho abhi na katkhudaya bss gaye Dil shaadh ho!
mai Abhi aya hoon, Saith ho loon toh ghar abaadh ho
07.
sitpata kr Hoor bhagi, sun kai taidhai sawal
Lag raha tha Pa gaye hai, Aap Ka Hussine Khayal
08.
Ye Dhare, Allah Ko maloom Hai, Sb Dil ka Haal
Khatre wehshi, Na Hojaye kahi, Jhaan ka wabhal
09.
Jaane Kyun Jannat Ka Sodah tha, Aur aksar that mujhe
Hujarah e Masjid me bhi, Sab kuch Mayasar tha Mujhe
10.
Phir khayal aaya koie masjid nahi aaye nazar
Kya yaha Allah ka apna nahi hai koie ghar
11.
De sada haq ne dhile insaan hai mera musataqar
Aur sab mehwai ebadath hai ba andaz e deghar
12.
Poucha ya rab kitne faqhai kitne aalim hai yahan
Mera maslak par haiya sab gair muslim hai yahan
13.
Sunn ke moulana ki baatai dekh kar aunke yeh gun
Hoor ek yun dusri ke kaan mai boli ki sunn
14.
Munhanee say qadh pai yeh hangama aarayie ki dhun
Hai mujasim maniye kuloqaleelun fitnatun
15.
Aadmi lagte nahi, majhmuye jinaat hai
Boltai sunye toh ena-unkarul-aswat hai
16.
Enke mazham mai nahi thi kya dil azraye haram
Kounsy mazhab ko yeh islam ka dety thi naam
17.
Naam par Allah ke marwaya sab ko subho shaam
Khud nahi hasil kiya lakin shahadat ka mukaam
18.
Mujko darr hai hoor-o-gulma, sab ko ladhawayen gai yeh
yahan bhi ab zahti, nizaam-e-Mustafa layen gai yeh
0 Comments